- Online Kaise Kare
- Video Download Kaise Kare
- Mac Address Se Wifi Hack Kaise Karen
- Laptop Se Call Kaise Kare
- Wifi ka password maloom karna software bahut se hote hai aapko next post me wi fi hack karne wale computer software ke bare me information share karunga jisse aap kisi bhi wi fi pass word hack kar sakte hai Agar aapne kisi ke wi fi se internet chalaya hai.kintu waha password galti se delete ho gaya ya aap bhul gaye ho to isse silsile me me aapko btaunga ke kaise save password ka pata kare.
- Mar 21, 2019 DDOS Attack Se Website Ka Server Down Kaise Kare? अब उसका IP Address को copy कर ले, और ping your target website ip address -t -l 65500 Command type करे. Brute Force Attack से WiFi Password Hack कैसे करें?
- तो अब आपका MAC address change हो चूका है और अब आप new mac address से apna Android phone access करोगे तो देखा कितना आसान तरीका था mac address change करने का. Android Smart Phone Me MAC Address Change Kaise Kare New Method.
Jul 29, 2016 WiFi Me Kisi ko Block Kaise Karte Hai MAC Address Ki Madad Se uski Jankari. Step 1: Jo aapka Device WiFi se connected hai usme apne Router ki IP address dale, Fir username or Password dal kar login kare. Step 2: Ab Click kare Mac Filtering main Security aur Click kare Add on Device. Step 3: Ab click kare Mac Address aur jisko Block Karna Chahte hai. Block kar sakte Hai. MAC Address Spoofing se Whatsapp hack kaise kare. MAC Address ka full form “Media Access Control” hai, Ye ek 12 character ka unique identifier number hota hai jo har ek device me different hota hai. Means ke koi bhi 2 device ka MAC address same nahi ho sakta hai, Jaise internet par apki identity ke liye IP address hota hai waise hi apke device ki identity ke liye MAC address hota hai.
तो इसलिए मै आज मै आपको बताऊंगा की किसी का WiFi password kaise hack करोगे और साथ ही साथ. सीधे Mobile से WiFi password kaise pata kare. 1.Mobile Application Se WiFi Password Kaise Pata kare. Please enter your email address here.
Friends aajka topic bahut hi important hone wala hai kyonki aaj me batane wala hun ki English strong kaise kare or english bolna seekne ka best tarika kya hai?
Ye toh ham sabhi jaante hain ki aaj english seekhna or bolna kitna jaruri hai, kyonki kisi bhi field me success ke liye english improve karna bahut jaruri hai.
Online Kaise Kare
Agar aap bhi soch rahe hain ki English strong kaise kare toh ye post jarur padhe or english bolna seekne ke 5 best tips jarur follow kare.
English Strong Karne Ka Tarika 5 Best Tips For Beginners
Jump to Contents
- English Strong Karne Ka Tarika 5 Best Tips For Beginners
1. Join English Social Group Community
Mobile user ke liye english bolna seekhna kafi aasan ho gaya hai. Social media par hame bahut saare english learning groups and community mil jaati hai jise join karke ham English strong banane me help ley sakte hain.
Jitna jyada ham daily life me english bolne ki koshish karte hain utna jaldi hame improvement milti jaati hai. Lekin kisi ke saath aisa ho sakta hai ki unki friendship english bolne walo se jyada na ho ya fir aap aisey area me rehte ho jahan par english nahi bolte hain toh fir hame english bolne ka avsar nahi milta hai.
Isliye ham Facebook or Whatsapp par english learning groups join kar sakte hain jisse hame daily english me chatting karne ka mouka milega jisse hamari practise hoti jayegi. English bolna seekhne ka ye bahut hi achha tarika hai.
2. English Newspaper And Movies
Bina mobile or friends ke english seekhna chahte hain toh aap english newspaper ko apna saathi bana sakte hain. Ye bhi aapke liye bahut achha raasta hai or ham English strong karne ke liye English Movie bhi dekh sakte hain.
English film me actor bahut fast english bolte hain jo hame samajh nahi aati hai isliye english subtitle ke saath movie dekhe.
Subtitle padhkar hame naye words milte jayenge jisse aapko movie bhi samajh ayegi or english bhi improve ho jayegi.
English Newspaper ka bhi yehi fayda hai ki aapko english ke new words milte hai or jiske matlab aap english dictionary me dekh sakte hain.
3. Daily Practice
Aap chahe newspaper padhe ya fir movies dekhe, lekin jab tak aap khud practice nahi karenge aapki english strong nahi hogi.
Jab bhi aapko daily routine me english bolne ka mouka mile aap jarur bole. Jaise ki ghar me akele me ya fir kabhi kisi official work me ya fir jahan bhi aapko aisa circle mile jahan par english boli jaa sakti hai wahan par jarur bole.
Isse aapki jhijhak bhi door hogi or aapko english bolne me aane wali pareshani bhi pata chal jayegi jise aap or practice karke door kar sakte hain.
English strong karne ka sabse achha tarika ye hai ki ham akele me practice kare, khud sawal banaye or khud jawab dey. Ye ek bahut hi badiya tarika hai kyonki isme hame kisi tatha ki sharm mehsoos nahi hogi or hamara confidence bhi badhega.
4. Daily New Word Meaning
English Strong karne ke liye new words learn karna bahut jaruri hai. Isliye daily kam se kam 5 new english words hindi meaning ke saath yaad karne ki koshish kare.
Jitne jyada aap word meaning seekhte jayenge, aapke liye english bolna aasan hota jayega. English seekhne ka base words par hi depend karta hai ki aapko kitne english ke words or meaning pata hai.
Iske liye aap English Newspaper ka use kare isme aapko daily new words milenge unke hindi meaning aap dictionary me dekhkar yaad kar sakte hain.
5. Not Focus On Grammar
Ek or baat me aapko batana chahta hun ki jab bhi aap english bolne ki practice kare toh Grammar par dyaan naa dey, kyonki iske liye word or uske meaning jyada jaruri hai. English Grammar toh aap ek baar samajh lenge toh kaafi ho jayega.
Waise bhi english bolte samay grammer par koi dhyaan nahi deta hai, or english grammer bahut aasan bhi hoti hai jise ek baar samajh lene ke baad aapko baar baar samajhne ki jarurat nahi hai.
Isliye bina english grammar ki chinta kiye shuru ho jaaye. Waise bhi jab aap newspaper ya movies or online group chatting karenge toh aapko grammar bhi samajh me aane lagegi.
Final Words
Video Download Kaise Kare
Friends english strong kaise kare or english strong karne ka kya tarika hai aapko pata chal gaya hoga. English Strong karna koi mushkil nahi hai bas aapko thoda time lagega lekin agar aapme english seekhne ka passion hai toh aap bahut jaldi seekh jayenge.
Mac Address Se Wifi Hack Kaise Karen
English Strong kaise kare detail hindi me aapko kaisi lagi jarur bataye or facebook par like karna na bhule.